10 Shyaris mentioning 'Delhi' to convey your emotions.
'Delhi' has always been close to the hearts of Shayars and so they have mentioned it enough in their works. Let's have a look at some of the 'Sher' and 'Shayaris' consisting of the word 'Delh...
When it comes to expressing one's feelings, 'Sher' and 'Shayari' have played a crucial role over time. Delhi has always been close to the hearts of Shayars and so they have mentioned it enough in their works. Let's have a look at some of the 'Sher' and 'Shayaris' consisting of the word 'Delhi' to express their feeling of Love, Relationship, and Sadness.
चेहरे पे सारे शहर के गर्द-ए-मलाल है
जो दिल का हाल है वही दिल्ली का हाल है
chehre pe sare shehr ke gard-e-malāl hai
jo dil kā haal hai vahī dillī kā haal hai
क्यूँ मता-ए-दिल के लुट जाने का कोई ग़म करे
शहर-ए-दिल्ली में तो ऐसे वाक़िए होते रहे
kyuñ matae-dil ke lut jaane ka koi ġham kare
shehr-e-dillī meiñ to aise vāqiye hote rahe
दिल-रुबा तुझ सा जो दिल लेने में अय्यारी करे
फिर कोई दिल्ली में क्या दिल की ख़बरदारी करे
dil-rubā tujh sā jo dil lene meñ ayyārī kare
phir koī dillī meñ kyā dil kī ḳhabardārī kare
ऐ 'मुसहफ़ी' तू इन से मोहब्बत न कीजियो
ज़ालिम ग़ज़ब ही होती हैं ये दिल्ली वालियाँ
ae 'mushafi' tu in se mohabbat na kījiyo
zālim ġhazab hī hotī haiñ ye dillī vāliyāñ
जनाब-ए-'कैफ़' ये दिल्ली है 'मीर' ओ 'ग़ालिब' की
यहाँ किसी की तरफ़-दारियाँ नहीं चलतीं
janāb-e-'kaif' ye dilli hai 'mīr' o 'ġhālib' kī
yahāñ kisī kī taraf-dāriyāñ nahīñ chalti
दिल्ली में अपना था जो कुछ अस्बाब रह गया
इक दिल को ले के आए हैं उस सरज़मीं से हम
dilli meiñ apnā thā jo kuchh asbāb rah gayā
ik dil ko le ke aae haiñ us sarzamīñ se ham
मुझ से दिल्ली की नहीं दिल की कहानी सुनिए
शहर तो ये भी कई बार लुटा है मुझ में
mujh se dilli kī nahīñ dil kī kahānī suniye
shahr to ye bhī kai baar luta hai mujh meiñ
किया तबाह तो दिल्ली ने भी बहुत 'बिस्मिल'
मगर ख़ुदा की क़सम लखनऊ ने लूट लिया
kiyā tabāh to dilli ne bhī bahut 'bismil'
magar ḳhudā kī qasam lucknow ne luut liyā
दिल की बस्ती पुरानी दिल्ली है
जो भी गुज़रा है उस ने लूटा है
dil kī bastī purānī dilli hai
jo bhī guzrā hai us ne luutā hai
दिल्ली कहाँ गईं तिरे कूचों की रौनक़ें
गलियों से सर झुका के गुज़रने लगा हूँ मैं
dillī kahāñ ga.iiñ tire kūchon kī raunaqeñ
galiyon se sar jhuka ke guzarne laga huuñ maiñ
What's Your Reaction?